Passport Size Photo Maker
Apni photo upload kariye, CM me size set karke crop kariye, brightness/contrast adjust kariye, paper size choose kariye aur print-ready passport photo sheet turant download/print kariye.
Photo Upload Kariye
JPG, PNG supported
Yaha Click Kariye ya Photo Draw & Drop Kariye
Best result ke liye plain background wali clear photo use kariye
Photo Crop Kariye
Size CM me set kariye aur box move/resize kariye
Photo Adjust Kariye
Skin smoothing, brightness, contrast aur saturation set kariye
Copies & Paper Size Chuniye
Ek sheet me kitni photo print karni hai
4 × 6 inch
Standard photo print size
5 × 7 inch
Zyada photos ek sheet me
A4 Size
Bulk printing ke liye best
Final Preview & Print
Photo ko drag, rotate ya copy karke paper space bachaye
Ye Tool Kya Karta Hai?
Ek hi jagah pe photo se lekar print-ready sheet tak — bina kisi software ke
Smart Crop Tool
CM me exact width aur height set karke apni photo ko passport standard me precisely crop kariye.
Multiple Paper Sizes
4×6 inch, 5×7 inch ya A4 size — jo bhi aapke printer/studio me chalta ho, wahi select kariye.
Drag & Adjust
Final sheet me har photo ko manually drag karke perfect position pe set kar sakte hai.
Direct Print / Download
One-click print ya sheet ko image ke roop me download karke kahi bhi print karwaye.
How to Use This Tool
Sirf 5 steps me apni passport photo taiyar
Apne device se koi bhi clear, well-lit photo select kariye ya drag-drop kariye.
Preview box me width aur height (cm) fill kariye, box ko move/resize karke chehra frame me set kariye.
Skin smoothing, brightness, contrast aur saturation sliders se photo ko professional finish dijiye.
4×6, 5×7 ya A4 size select kariye aur kitni copies chahiye wo set kariye.
Final sheet me photo drag/rotate karke position set kariye aur direct Print ya Download button dabaye.
Frequently Asked Questions
Aapke common sawalo ke jawab
Haan, ye tool 100% free hai. Koi login ya signup ki zarurat nahi hai, aur output pe koi watermark bhi nahi aata.
Nahi, poora processing aapke browser me hi hota hai. Photo kisi server pe upload nahi hoti, isliye privacy fully safe rehti hai.
India me standard passport photo size 3.5 cm × 4.5 cm hota hai, jo isi tool me preset ke roop me pehle se diya gaya hai.
Haan, aap 4×6, 5×7 ya A4 sheet me apni zarurat ke hisaab se multiple copies (jitni sheet me fit ho) ek sath arrange kar sakte hai.
Final preview step me aap har photo ko drag karke manually adjust kar sakte hai taaki wo sheet ke andar sahi jagah pe fit ho jaye.
Bilkul! Mobile user 'Download Kariye' par click karke direct 300 DPI high-resolution JPEG image file save kar sakte hain aur photo studio se print karwa sakte hain.
Border enable karne se cutting ke waqt photo easily alag ho jati hai aur white background wali photos me clean cutting lines mil jati hain.